Surah Rahman Ka Taweez:
Ap (S.A.W.) nay Surah Rahman ki fazilat o ahmyiat k baray main farmaya k Surah Rehman Quran e
pak ka husn o jamal amal hai. Is Surah k fazil o ahmyiat aur kamalat
is Youtube video main biyan kiye ja rahe hain. Hamary Bazurgon nay Surah
Al-Rahman ky amal ko tayar kia jo
zindagi k har jaiz maqsad main asani k liye bohat mujarib hai. Surah Rahman
amal or Fazail, barkat,ahmyiat, aur
kamalat ka mukhtasar tazkira is Youtube video main bian kia ja raha hai. Is
Amal ko Bazurgon nay amal e Rahmani ka naam dia hai. Agar ap amal e Rehmani
free hasil karna chahte hain to Allah k Hazoor ye ehed karna lazim hoga.
Ehed: Ya Allah! Main
Ehed karta hon/karti hon k aik mah k andr kam az kam 2 aisi naikion ko apni
zindagi ka mamool banaun ga/gi jis say Insaniyat ko faida ho aur 2 buraion ko
apni zindagi say hamesha k liye khatam kar don ga/gi aur kam az kam 5 afrad ko
Allah k zikar par lagaun ga/gi. Main is Ehed ko aik mah k andr pura karnay ka
paband hon ga/gi.
Agar ap Surah Rehman kay
amal Ehed k zariye Free hasil karne k
liye mard hazrat 0092-306-5111214 par aur khawateen 0092-321-7970893 par rabta
qaem karain.
Contact Us
For Male:
0092-306-5111214
Female: 0092-321-7970893
No comments:
Post a Comment